Category: Emotional Sms
April 2, 2013
Apni to mohobbat ki itni si kahani hai,
Tuti hui kashti thehra hua pani hai
Ek phool kitabo mein dam tor chuka hai
Magar kuch yaad nahi aata ye kiski nishani hai Read more »
Tuti hui kashti thehra hua pani hai
Ek phool kitabo mein dam tor chuka hai
Magar kuch yaad nahi aata ye kiski nishani hai Read more »
14 total views, 1 views today
April 2, 2013
Laut Jati Hai duniya gam hamara dekhakar
Jaise Laut jati hai lehren kinara dekhkar
Tu kandha na dena mere janaze ko
Kahi fir Zinda na ho Jau tera sahara dekhkar Read more »
Jaise Laut jati hai lehren kinara dekhkar
Tu kandha na dena mere janaze ko
Kahi fir Zinda na ho Jau tera sahara dekhkar Read more »
13 total views, no views today
April 2, 2013
Itna sajao MERE janaze ko yaaro
K unki ankho se aansu na aaye
Sari umar to nafrat thi unhe hamse
Kam se kam jnaze se to mohbat ho jaye Read more »
7 total views, no views today
April 2, 2013
Majboor mohabbat jata na sake Zakhm
khate rahe kisi ko bata na sake
Chahato ki had tak chaaha use Sirf
apna Dil nikaal kar use dikha na saky Read more »
khate rahe kisi ko bata na sake
Chahato ki had tak chaaha use Sirf
apna Dil nikaal kar use dikha na saky Read more »
4 total views, no views today
April 2, 2013
ARZOO Ne Zindgi Se Puchaa, Me Kb Puri Houngi
ZINDGI Ne Jawab Diya, Kabhi Nhi
ARZOO Ne Ghabra Kr Pucha, Kiun
ZINDAGI Ne Jawab Diya, Is Liye K
Tu Insaan Ko Zindah Rakhnay Ka Sabab He
Agr Tu Puri Ho Gai To Insaan Jiyega Kese Read more »
ZINDGI Ne Jawab Diya, Kabhi Nhi
ARZOO Ne Ghabra Kr Pucha, Kiun
ZINDAGI Ne Jawab Diya, Is Liye K
Tu Insaan Ko Zindah Rakhnay Ka Sabab He
Agr Tu Puri Ho Gai To Insaan Jiyega Kese Read more »
10 total views, no views today
April 2, 2013
Unkee mohabbat kaa nishan abhee baakee hy
Naam lab pr hy par jaan abhee baakee hy
Kiya hua jo dekh kr moun phair laytay hy
Tassalli hy chehrey kee pehchaan abhee baakee hai Read more »
Naam lab pr hy par jaan abhee baakee hy
Kiya hua jo dekh kr moun phair laytay hy
Tassalli hy chehrey kee pehchaan abhee baakee hai Read more »
7 total views, no views today
April 2, 2013
I Promise You That, I Will Share All My Thoughts
And Feelings With You I Promise You That I Will
Understand Everything That You Do I Promise You
That I Will Be Completely Honest With You I Promise
You That I Will Laugh And Cry With You I Promise You
That I Will Share My Life With You But Most Important
Of All I Promise You That I Will Love You Forever Read more »

8 total views, 2 views today
April 2, 2013
Agr rakh sako to ek nishani hun main
Kho do to sirf ek kahani hun main
Rok paye na jis ko yeh sari duniya
Woh ek boond aankh ka pani hun main
Sab ko pyar dene ki aadt hy mujhe
Apni alg pehchan bnane ki aadt hy mujhe
Kitna bhi pyara zakham dy koi
Utna hi ziyada muskurany ki aadt hy mujhe Read more »
Kho do to sirf ek kahani hun main
Rok paye na jis ko yeh sari duniya
Woh ek boond aankh ka pani hun main
Sab ko pyar dene ki aadt hy mujhe
Apni alg pehchan bnane ki aadt hy mujhe
Kitna bhi pyara zakham dy koi
Utna hi ziyada muskurany ki aadt hy mujhe Read more »
13 total views, no views today
April 2, 2013
chalne kaa hausla nahiiN,
ruknaa muhaal kar diyaa ishq ke is safar ne
to mujhko nidhaal kar diyaa milte hue diloN
ke biich faislaa to koi aur tha usne magar
bichhaRte vaqt aur savaal kar diyaa mumkinaa
faisloN meN ek hijr kaa faislaa bhii thaa
hamne to ek baat kii usne kamaal kar diyaa
mere laboN mai muhr thii, par mere shiisha-rau
ne to shah’r ke shah’r ko meraa, vaaqif-e-haal
kar diyaa chehraa-o-naam ek saath aaj na yaad
aa sake vaqt ne kis shabiih ko Khvaab-o-Khyaal
kar diyaa muddatoN baad usne aaj mujhse koi
gilaa kiyaa mansab-e-dilbarii pe kyaa mujhko
bahaal kar diyaa Read more »

8 total views, 1 views today
0 comments: