Ghazal sms


Category: Ghazal SMS

Ghazal
Dil k dariya ko kisi roz utar jana hai
Itna besimt na chal laut ke ghar jana hai
Us tak ati hai to har chiz thahar jati hai
Jaise pana hi use asl main mar jana hai
Bol ai sham-e-safar rang-e-rihai kya hai
Dil ko rukana hai k taron main thahar jana hai
Kaun ubharate hue mahatab ka rasta roke
Us ko har taur su-e-dasht-e-sahar jana hai
Main khila hun to isi khak main milna hai mujhe
Vo to khushbu hai use agle nagar jana hai
Vo tere husn ka jadu ho k mera gam-e-dil
Har musafir ko isi ghat utar jana hai
Read more »
17 total views, 6 views today
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)
Rating: 0 (from 0 votes)
     
 
instagram 

 GhaZal
Ab or kis subha se main aas lagaon
Jab shaam tak b usko main yaad na aun
Wo kho gya hai shayed apni rafaqaton main
Ab barishon k moasum main yaad kya dilaon
Tarpa nahi hai ab tak wo kisi ki judaiyon main
Main apne aansoou ko faryaad kyun banaon
Charcha abhi nahi hai ruswaiyon ka meri
Darta hon kal jahan main ruswa ho na jaon
Kehta raha hon usko mera sath sath chalna
Wo agay nikal gaya hai main kahin bichar na jaon Read more »
9 total views, 5 views today
Rating: 10.0/10 (1 vote cast)
Rating: +1 (from 1 vote)
     
 
instagram 

Ghazal******
Sadiyon se insaan yeh sunta aya hai
Dukh ki dhoop ke agey sukh ka saya hai
Hum ko in sasti khushiyon ka bhoj na do
Hum ne soch samajh ke gham apnaya hai
Jhoot to kaatil thehra, is ka kya rona,
Sach ne bhi insaan ka khoon bahaya hai
Pedaayesh ke din se maut ki zadd mein hain
Iss maktal mein kon humain le aya hai
Awal awal jis dil ne barbaad kiya
Aakhir aakhir woh dil hi kaam aya hai
*Rhaie*
Itne din ehsaan kiya deewanon per
Jitne din logon ne sath nibhaya hai Read more »
31 total views, 2 views today
Rating: 8.0/10 (1 vote cast)
Rating: 0 (from 0 votes)
     
 
instagram 

Ghazal
Wafa k qaid khano men sazain kb badlati hen
Badalta dil ka mosam he hawain kb badalti hen
Meri sari duain us se hi mansoob rehti hen
Muhbt agr ho sachi to duain kb badalti hen
Koi pa kr nibhata he koi kho kr nibhata he
Naye andaz hote hen wafain kb badalti hen Read more »
27 total views, 1 views today
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)
Rating: 0 (from 0 votes)
     
 
instagram 

*GhazaL*
Dil k dariya ko kisi roz utar jana hai
Itna besimt na chal laut ke ghar jana hai
Us tak ati hai to har chiz thahar jati hai
Jaise pana hi use asl main mar jana hai
Bol ai sham-e-safar rang-e-rihai kya hai
Dil ko rukana hai k taron main thahar jana hai
Kaun ubharate hue mahatab ka rasta roke
Us ko har taur su-e-dasht-e-sahar jana hai
Main khila hun to isi khak main milna hai mujhe
Vo to khushbu hai use agle nagar jana hai
*Rahie*
Vo tere husn ka jadu ho k mera gam-e-dil
Har musafir ko isi ghat utar jana hai Read more »
24 total views, no views today
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)
Rating: 0 (from 0 votes)
     
 
instagram 

*GhazaL*
Ab or kis subha se main aas lagaon
Jab shaam tak b usko main yaad na aun
Wo kho gya hai shayed apni rafaqaton main
Ab barishon k moasum main yaad kya dilaon
Tarpa nahi hai ab tak wo kisi ki judaiyon main
Main apne aansoou ko faryaad kyun banaon
Charcha abhi nahi hai ruswaiyon ka meri
Darta hon kal jahan main ruswa ho na jaon
*Rahie*
Kehta raha hon usko mera sath sath chalna
Wo agay nikal gaya hai main kahin bichar na jaon Read more »
19 total views, no views today
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)
Rating: 0 (from 0 votes)
     
 
instagram 

*Ghazal*
Shaam se pehle ik diya jalana chahta hoon
Main aaj apni mohabbat ko aazmana chahta hoon
Yeh anaa-parast log hain andar se tootay huye
Mein yeh baat dunya walon ko batana chahta hoon
Teri zaat ki mehroomiyan, Tere man ki yeh udaasiyan
Mujhe moka to de, mein inhe mitaana chahta hoon
Tere hath mein mere rehber, Tere naksh-e-paa meri manzil ke
Tujhe mein chilchilati dhoop mein aanchal banana chahta hon
Cheen lo saharey mujhse, apne paraaye sarey mujhse
Bas do hosla mujhe, mein khud ko manwaana chahta hoon
*Rahie*
Poocha jo yaaron ne muskurahat ka sabab to kehne laga Waqas
Mein hansi ke pardey mein dard apna chupana chahta hoon Read more »
16 total views, no views today
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)
Rating: 0 (from 0 votes)
     
 
instagram 

*Ghazal*
Kabhi Meharban Tha Tu Kabhi Anjan Tha
Mera Wehem Tha Ya Woh Mera Guman Tha
Dey Kar Zakham Woh Marham Rakhta Tha
Ban Raha Tha Ya Waqai Woh Itna Nadan Tha
Mujh Sy Bichar Gaya Tha Woh Ek Raat
Woh Shakhs Ju Kal Tak Meri Pehchan Tha
Kash K Woh ban Jata Hamara Hamdam
Kitna Dil Ko Es Baat Ka Arman Tha
*Rahie*
Khuda Ko Chahtey Itna Tu Kuch Mil Bhi Jata
HamNy Chaha Jis Ko Afsos wo ik insan tha Read more »
19 total views, 1 views today
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)
Rating: 0 (from 0 votes)
     
 
instagram 

(Ghazal)
Nayi tarha say nibhane ki dil ne thaani hy
Wagarna us se mohabbat bohat puraani hy
“KHUDA” wo din na dikhaaye keh main kisi se sunoon
Ke tu ne bhi gham-e-duniya se haar maani hy
Zameen pe reh k sitaare shikaar kerte hyn
Mizaaj ehl-e-mohabbat ka aasmaani hy
Humain aziz ho kyon.ker na sham-e-gham k yehi
Bicharne waale , teri aakhri nishaani hy
Utarr pare ho to darya se poochna kaisa
Ke saahiloon se udhar kitna taiz paani hy
Bohot dinon main teri yaad orh ker utri
Ye sham kitni sunehri hy kia suhaani hy
*Rahie*
Main kitni dair tak usay sochta rahoon
Ke jaise us ka badan bhi koi kahani hy Read more »
15 total views, 1 views today
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)
Rating: 0 (from 0 votes)
     
 
instagram 

*Ghazal*
Jala k tu bhi Agar aasra Na de Mujko
Yeh khauf hai k HaWa phir bujha Na de Mujko
Main is khayal Se mur mur k Dekhta hon usy
Bichar k woh bhi Kahein phir sada Na de Mujko
Bas is khayal se Shab bhar main So nahi sakti
K Khauf-e-Khwab-e-Guzishta Jaga na de Mujhko
Terey Baghair Teri tarhan Main zinda rahon
Yeh haosLa bhi Dua kar!khuda Na de Mujhko
*Rahie*
Main is liye bhi Usey khud Manaon ga 
Ke Mujhse Rothny Wala, Bhula na de MuJh ko Read more »
16 total views, no views today
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)
Rating: -1 (from 1 vote)
     
 
instagram 


Send Free Sms In Pakistan Any Network From USA, UK, UAE, Saudi Arabia And All Over The World Without Regisration, Send Unlimited Free Text Messages From Computer To Ufone, Mobilink, Telenor, Zong, Warid And All Networks In Pakistan Without Regisration.

0 comments: